Your Comments...

You Are free to Write Comments , whether you like or dislike any of my post. Your Suggestions are also welcome. So feel free to write...

Wednesday, December 23, 2009

Mujhsa na hoga....

Tujhe dekhney wale to bahut honge,
per tujhe aankhon mein basaney wala koi mujhsa na hoga....
Tujhe jaanney wale to bahut hongey,
per teri dhadkano ko samajhne wala koi mujhsa na hoga.....
Tujhe apna keh ker bulaney wale to bahut hongey,
per tujhe apni izzat samajhne wala koi mujhsa na hoga....
Tera naam hathelion per likhney wale to bahut hongey,
per dil ki gehraiyon mein tera naam likhney wala koi mujhsa na hoga....
Tujhe pasand karney wale to bahut hongey,
per tujhe pagalon ki tarah chahney wala koi mujhsa na hoga....

Tuesday, December 15, 2009

घर आओ किसी दिन

चेहरे पे मेरे जुल्फ को फैलाओ किसी दिन,
क्या रोज़ गरजते हो बरस जाओ किसी दिन,
राजों की तरह उतरो मेरे दिल में किसी शब्,
दस्तक पे मेरे हाथ की खुल जाओ किसी दिन,
पैरों की तरह हुस्न की बारिश में नहा लो,
बादल की तरह झूम के घर आओ किसी दिन,
खुशबू की तरह गुजरो मेरे दिल की गली से,
फूलों की तरह मुझ पे बिखर जाओ किसी दिन,
फिर हाथ की खैरात मिले बंद कुबा को,
फिर लुत्फ़ शब्-ए-वस्ल को दोहराओ किसी दिन,
गुजरें जो मेरे घर से तो रुक जाएँ सितारे,
कुछ इस तरह मेरी रात को चमकाओ किसी दिन,
मैं अपनी हर इक सांस उसी रात को दे दूं,
सर रख के मेरे सीने पे सो जाओ किसी दिन...!!!
__________________

Good Night Sms

































Ehsaas ....











Tumhari Chahat Dekho Kya Rang Laayi

Tumhari Chahat Dekho Kya Rang Laayi
Ankho Se Ansoo Baras Na PayeToo Nila Asman Ro Pada
Tumhari Yaadon Ka Safar Bahot Kathin Raha

Hara Hua Dil Sine Main Dabaye Hua
Khuli Chat Ko Takti Ye Bejaan Ankhe

Kahin Maut Ka Paigam Sun Ne Ko Tarsti Yae Nazarein
Khali Haath Phailaye Bahgwan Se Maut Mange

Tumhari Chahat Dekho Kya Rang Laayi
Dhire Se Kanon Se Hasin Chalki

Hoth Thar Tharaye Maut Ke Aane Se
Tumhari Yadon Ka Safar Bahot Kathin Raha

Kahin Kisi Ne Meri Rooh Ko Pechana
Dhire Se Saraha Hawan Main Hasin ChalkiTumhari Chahat Dekho Kya Rang Laayi

Sehmi si nigaho me khwaab hum jaga denge

Sehmi si nigaho me khwaab hum jaga denge,
Is dil ka chain bhi hum lutaa denge,
Tum apni chaahat ka izhaar jo karo,
In palko me hameshaa ke liye tumhe panaah denge…
Apne khaayalo ke har kone me tumhe basaa denge,
Fir to hum us chaand ko bhi bhulaa denge,
Tum apni chaahat ka izhaar jo karo,
Tumhaari khushi ke khaatir hum apne aap ko bhi sazaa denge…
Hasaa hasaa ke hum tumhe rulaa denge,
Rulaate hue bhi hum tumhe hasaa denge,
Tum apni chaahat ka izhaar jo karo,
Hamaari tarah hi hum tumhe deewana banaa denge…
Tanhaai me tumhaari hum mehfil sajaa denge,
Labo pe tumhaari ek muskaan jagaa denge,
Tum apni chaahat ka izhaar jo karo,
Us izhaar ke intezaar me hi hum zindagi guzaar denge…

Mujse mat pooch ki

Mujse mat pooch ki kyun nazrein jhuka li maine,
teri tasveer thi jo tujhse chupa li maine,
jis pe likha tha ki tu mere muqaddar mein nahi,
apne maathe ki woh tehreer mita li meine,

har janm sabko yahaan sachha pyaar kahaan milta hai,
teri chaahat mein to umr bita li meine,
mujhko jaane kahaan ehsaas mere le jaayein,
waqt ke haathon se ek nazm utha li meine,

ghere rehti hai mujhe ek anokhi khushbu,
teri yaadon se har ek saans saja li meine,
jiske sheron ko woh sunke bahut roya tha,
bas wohi ek ghazal sabse chupa li meine