Ek Bewafa Ko Hum Ne Is Dil Mein Jaga Di ThiKhuwabon Ki Duniya Apni Us Se Hi Saja Di Thi
Chaha Tha Us Ko Hum Ne Khud Se Bhi Bohat Barh KarUs Chahat Mein Hum Ne Ye Hasti Hi Mita Di Thi
Maloom Nahi Tha Hum Ko Woh Bewafa Bhi HogaUs Per Bharosa Karke Khud Ko Hi Saza Di Thi
Socha Tha Sath Mil Ke Kaatenge Zindagi KoUs Ne To Ek Pal Main Har Baat Bhula Di Thi
Kaisa Sitam Hai Dekho Woh Kab Se Judda Hai Mujh SeApni Zindagi Jis Ka Saya Sa Bana Di Thi
Kiya Tha Us Per Bharosa Kyun Hadh Se Barh KarUs Ki Jafa Ne Dil Mein Ek Halchal Si Macha Di Thi

Ye akhiyan jhooti sakhiyan hain
ReplyDeleteYe khawab hamein dikhlati hain
In khawabon main bs jhoote rang’
Aur jhoote khel khalone hain
Kuch jhoote tany bany hain
Sab manzer aany jany hain
Ye akhiyan jhooti sakhiyan hain
Ye surkh chanaron main akser’
Pat jhar ki chadar ko orhay
Kuch aise aag lagati hain
Ta had e nazar’
Khaaron ki tekhi tekhi si’
Bas pagdandiyan reh jati hain
Mat inki baton main ana
Mat inko khatir main lana
Ye akhiyan jhooti sakhiyan hain